How To Fix Window Detected A Hard Disk Persoalan Window 7
How To Fix Window Detected a Hard Disk Problem window 7.to is page per hum baat karenge window detect a hard disk kasus ke baare mai jo log window 7 use karte hai to un ke dikala aksar ye masla pesh aata hai to is kasus ko solved karne ka tariqa buhat zyada aasan hai.
to sab se pehle aap ne apne computer mai start per click karna hai our search box mai likhe RUN our enter kare jab aap run ko enter karenge to aap ke saamne aik our search box to us mai likhe GPEDIT.MSC our enter kare to aap ke saamne aik window khul jayegi.
to us mai aap administrative templates per click kare us ke baad aap system per click kare us ke baad aap troubleshooting and diagnostics per click kare.
us ke baad disk diagnostics per click kare disk diagnostics per click karne ke baad aap disk diagnostics: configure execution level per click kare.
to aap ke saamne aik window khul jayega to aap ke saamne aik window khul jayega to us mai aap disable per click kare our apply per click kare apply per click karne ke baad apne computer ko restart kare to window detect a hard disk problem ka jo masla hai wo solved ho jayega.
Belum ada Komentar untuk "How To Fix Window Detected A Hard Disk Persoalan Window 7"
Posting Komentar